PDA

View Full Version : ashq mera gam baigana


risky
08-30-2008, 11:57 AM
Na kabhi ashq ko appenai liyai bahaya maine

Na kabhi dard appenai se ankh ko nam kiya maine

Na jaanai khuda na yaisa dil koen diya muj ko

Jab ashq ankh mein aaya toh gam

kissi or ka bas paya maine

jab bhi kabhi maine simayaiN dheki

muje har ek shah ke seema nazer aayee

na dheki koi seema toh bas mohabat he nazer aayee
aab saffer or tah kar jaooen yaisa joshai janoon nahi

manzilooon per khud ko khara dhek aab

bas dil se ek sada nikeli ke aab koi

muj per royau yaise na koi ek ankh nazer aayai

Princess
08-30-2008, 12:06 PM
Great emotions but I pray that this never happens.
Though it is a bitter truth of life, no one wants to be a part of this.
And I bet there will be plenty moist eyes on that day

:( :( :(

jannat
08-30-2008, 04:42 PM
bahot khub aku.........aisa lagta hai jese mere dil ke jazbato ko shabdo me bayan kar diya hai aapne....