Shash
12-04-2007, 10:35 AM
I`m posting the lyrics of one of my latest fav tracks,
Hope u all will like it!
Song: Saathiya Saathiya.....
Movie: Darling
Singers: Adnan Sami and Tulsi Kumar
Music: Pritam
Lyrics: Sameer.
Saathiya saathiya....
Ishq bedardi mujhko pataa hai,
Iski chaahat mein milti sazaa hai...
Ishq bedardi mujhko pataa hai,
Iski chaahat mein milti sazaa hai...
Beqaraari mein marr hi na jaauun,
Na samajh ko main kaise samajhaauun...??
Dil hai ki maanta nahin hai,
Bechaini jaanta nahin hai,
Main karuun kya bataa zaraa saathiyaa....??
Dil hai ki maanta nahin hai,
Bechaini jaanta nahin hai,
Main karuun kya bataa zaraa saathiyaa....??
Saathiya saathiya....
Narm khwaabon ki baahon mein jaagengi aankhein,
Garm yaadon ke saaye mein beetengi raatein...
Narm khwaabon ki baahon mein jaagengi aankhein,
Garm yaadon ke saaye mein beetengi raatein...
~Tulsi~
Yaad toh aayegi,
Bekhudi chhaayegi,
Dard de jaayegi,
Tanhaai tadpaayegi...
~Adnan~
Dil hai ki maanta nahin hai,
Bechaini jaanta nahin hai,
Main karuun kya bataa zaraa saathiyaa....??
Saathiya saathiya....
Saare aalam pe aahon ka chhaayega jaaduu,
Apne hi jazbon pe toh hogaa na kaabuu...
Saare aalam pe aahon ka chhaayega jaaduu,
Apne hi jazbon pe toh hogaa na kaabuu...
~Tulsi~
Zakhm yeh dil jigar,
Ho gaye sau asar,
Na rahegi khabar,
Pechida hoga safar...
~Adnan~
Dil hai ki maanta nahin hai,
Bechaini jaanta nahin hai,
Main karuun kya bataa zaraa saathiyaa....??
Dil hai ki maanta nahin hai,
Bechaini jaanta nahin hai,
Main karuun kya bataa zaraa saathiyaa....