jassi
09-26-2008, 05:35 AM
meri ghazalo.n ko behrehmi se thukra diya
kya kasoor tha jo ser e aam tamasha bana diya
dil ko ager chot bhi mili to gum nahin kiya kabhi
fir bhi meri rooh ko ser e bazar zinda dafna diya
gaye chaman main jajabaato.n ka dil leker iase
loutate hue jiase brukhi ka daman pahna diya
is duniya.n main insan hua galtiyo.n ka putla jassi
putle shaher ki galion main apni ne zinda jala diya