PDA

View Full Version : Hindi Jokes


p u r n i m a
12-27-2008, 11:51 PM
सरदार: रामु, बाग़ में जा कर पौदों को पानी दे दो.

रामु: लेकिन सरकार, बाहर तो बारीश हो रही हैं.

सरदार: बहाने मत बनाओ, छाता ले कर जाओ

Saradaar: Raamu, baagh men jaa kar paudon ko paani de do.

Raamu: lekin sarakaar, baahar to baarish ho rahi hain.

Saradaar: bahaane mat banaao, chhaataa le kar jaao

****************************************

एक बार एक आंतकवादी ने रीतु के घर में बोम्ब रख दीया,

लोग चिल्लाने लगे: रीतु बोम्ब है.. रीतु बोम्ब है ...

रीतु सम्भल कर बोली:
धत तेरी की, वो तो मैं जवानी में थी, अब नहीं रही

ek baar ek aantakawaadi ne Ritu ke ghar men bomb rakh diyaa,

log chillaane lage: Ritu bomb hai.. Ritu bomb hai ...

Ritu sambhal kar boli:
dhat teri ki, vo to main javaani men thi, ab nahin rahi

**************************************

पंडित: तुमहारे जीवन में छे लड़कियाँ आयेगी.

थम्भू: वाह! क्या बात है.

पंडित: ज़्यादा खुश होने की ज़रूरत नहीं है, एक घरवाली और पांच बेटीयाँ होगी

Pandit: tumahaare jeevan men 6 ladakiyaan aayegi.

Thambhu: vaah! kyaa baat hai.

Pandit: zyaadaa khush hone ki zaroorat nahin hai, ek gharawaali aur 5 betiyaan hogi

**********************************************

मां अपने बेटे से कहेती:
बेटा सो जा, वरना गब्बर सिंघ आ जायेगा

बेटा बोला:
मां मुझे चोकलेट दो वरना पप्पा से केह दुंगा के मेरे सोने के बाद रोज़ गब्बर आता है.

Maa apane bete se kaheti:
betaa so jaa, varanaa Gabbar Singh aa jaayegaa

Betaa bola:
Maa mujhe chocolate do varana pappaa se keh dungaa ke mere sone ke baad roz Gabbar aataa hai.

************************************************** *****

एक दफ़ा "Barnard Shaw" एक "Restaurant" में गये
, वहा पर उन की मुलाक़ात एक महिला से हुई
उन हो ने रस्मन महिला के हुस्न की तारीफ़ अदबी अंदाज़ मे कर दी.
महीला बोली: "Shaw" साहेब मुझे आप जैसी तारीफ़ करना नहीं आता, इस लिये आप के बारे में क्या कहूँ .
"Shaw" बोले इस में मुशकिल क्या है, आप भी मेरी तरह झूठ बोला करे.

ek dafaa "Barnard Shaw" ek "Restaurant" men gaye
, wahaa par un ki mulaaqaat ek mahilaa se hui
un ho ne rasman mahilaa ke husn ki taareef adabi andaaz me kar di.
mahilaa boli: "SHAW" saaheb, mujhe aap jaisi taarif karanaa nahin aataa, is liye aap ke baare men kyaa kahun .
"SHAW" bole: is men mushakil kyaa hai, aap bhi meri tarah jhooth bolaa kare

:clap: :clap:

risky
12-28-2008, 09:57 AM
hahahahahaha oy maar dala hashee nahi rook rahee tu sach main pagal hai

p u r n i m a
01-03-2009, 07:17 PM
paagal bhi aur man chali bhi

p u r n i m a
01-05-2009, 06:50 PM
एक पठान को, दोस्त ने खाने पे बुलाया
पठान जब दोस्त के घर आया तोह घर पे ताला लगा हुआ था,
ओर लिखा था "मैने बेवक़ूफ़ बनाया तुमको"

पठान ने होशियारी दिखाइ ओर निचे लिख दिया,
“मैं तोह आया ही नहीं था”

ek pathan ko, dost ne khaane pe bulaaya
pathan jab dost ke ghar aayaa toh ghar pe taalaa lagaa huaa tha,
aur likha thaa" mainne bewaqoof bayaa tum ko"

pathaan ne hoshiyaari dikhaai aur niche likh diya,
"main toh aayaa hi nahin thaa"
------------------------------------------------------------------

एक समय, दो बहुत मिलने वाले दोस्त रहते थे.
लेकिन एक दिन एक दोस्त की मौत हो गई, ओर पूलिस "investigation" करने के लिये आया ओर उसके दोस्त को सवाल पूछ्ने लगा…

पूलिस: “तुम्हारा दोस्त कैसे मरा?”

सरदार: “पता नहीं साहब, वोह बोला के मेरे पेट में चुहे कुद रहे है तोह मैने उसको चुहा मारने की दवा खिला दी थी”

Ek samay, do bahut mil ne waale dost rahete the,
lekin ek din ek dost ki mout ho gayi, aur police "investigation" kar ne ke liye aayaa aur us ke dost ko sawaal puchhane lagaa...

police: "tumhaara dost kaise maraa?"

sardar: pataa nahin saheb, woh bola ke mere pet men chuhe kud rahe hai toh mainne us ko chuhaa maarne ki davaa khila di thi"

---------------------------------------------------------------------

सास: ख़ुदा ने तुमहे दो आंखे दी है, चावल से पत्थर नहीं निकाल सक्ती क्या?

बहु: ख़ुदा ने तुमहे बत्तिस (३२) दांत दिये है, दो चार (२-४) पत्थर नहीं चबा सक्ती क्या!!!

saas: khuda ne tumhe do aankhe di hai, chawal se patthar nahin nikal sakti kya?"

bahu: " khuda ne tumhe battis (32) daant diye hai, do chaar (2-4) patthar nahi chaba sakti kya!!!"

----------------------------------------------------------------------

एक बर एक लडका समोसे के बिच के आलु को खा रहा था ओर बहार के हिस्से को फेक रहा था

दुसरा दोस्त उस्से पूछ्ता है, के तुम समोसे के सिर्फ़ आलु को क्युं खा रहे हो?

पेहला: डोकटर ने मुझे बहार की चीज़ों को खाने से मना किया है.

ek baar ek ladaka samose ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahaar ke hisse ko phenk raha tha.

dusara dost use puchhata hai, ke tum samose ke sirf aalu ko kyun khaa rahe ho?

pahela: doctor ne mujhe bahaar ki chizon ko khaane se manaa kiya hai.

Princess
01-12-2009, 05:00 PM
Oh my God!!
These are just too good
:D :D :D

p u r n i m a
01-12-2009, 08:13 PM
डोक्टर एक पेशन्ट के पीछे भाग रहा था... एक आदमी ने पुछा क्या हुआ?

डोक्टर : अरे यार चार बार ऐसा हुआ है, साला ब्रेन का ओपरशन करवाने के लिये आता है और बाल कटवाके चला जाता है.


Doctor ek patient ke pichhe bhag raha tha… Ek aadmi ne puchha kya hua?

Doctor : Are yaar char bar aisa hua hai sala brain ka operation karwane ke liye aata hai aur baal katwake chala jata hai.

---------------------------------------------------------------------------
सान्ता एक लडकी को "propose" कर रहा था: डार्लींग क्या तुम मुझसे शादी करोगी?

लडकी: तमीज़ से बात करो.

सान्ता: बेहन जी, क्या आप मुझसे शादी करोगी?

Santa proposing a girl: Darling kya tum mujse shadi karogi?

Girl: Tameez se baat karo.

Santa: Behan ji, kya aap mujhse shaadi karogi?

--------------------------------------------------------------------------------

सर्कीट: भाइ, वोह अपने बचपन का दोस्त आरेलाह है आज रात को डीनेर पे.
मेरा सारा चैन का कलेक्शन अपने कमरे में छुपा दो ना प्लीज़.

मुन्ना भाइ: क्युं तेरा दोस्त चोर है क्या?

सर्कीट: नहीं भाइ, वोह अपने चैन को पेहचान लेगा तो.



Circiut: Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla hai aaj raat ko dinner pe.
Mera Sara chain ka collection apne kamray mein chupa do na please.

Munna bhai: Kyun tera dost chor hai kya?

Circiut: Nahin Bhai, woh apne chain pehchan lega to.

-----------------------------------------------------------------------------------

टीचर: ज़मीन पर रेहने वाले जनवर बच्चे देते है, ओर हवा में उड़ने वाले अंड़े देते है.
अब बताओ के वोह कोन्सी चीज़ है जो हवा में भी उड़ती है ओर बच्चे भी देती है??

स्टुड़ेंट: “एर होस्टेस!”



Teacher: Zameen par rehne wale janwar bachche dete hai, aur Hawaa men udane wale ande dete hai, ab bataao
Woh konsi cheez hai jo hawa men bhi udati hai or bachche bhi deti hai??

Student: “Air Hostess!”

--------------------------------------------------------------------------------

एक बार एक लड़का रस्ते पे चलते चलते एक गधे के सामने गीर गया.

तभी एक लड़कि ने उसे छेडते हुए कहा, “अपने बडे भाई का आशिर्वाद ले रहे हो क्या?”

लड़के ने पलट कर जवाब दिया, “सही फ़रमाया भाभी जी आपने.”


Aashirwaad !

Ek baar ek ladka rastey pe chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.

Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, “Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?”

Ladke ne palat kar jawab diya, “Sahi farmaya bhabhi ji aapne.”

-----------------------------------------------------------------------

Gadhe ki baat


Ek saheb ghabraye hue aaye aur biwi se bole: “Begam, aaj main office se aa raha tha ki raste mein ek gadha…!”

Itne mein unki bachhi bol uthi: “Mummy, Shyam ne meri gudiya tod di hai.”

Pati ne phir kehna shuru kiya “Haan toh begam, main keh raha tha ki raste mein ek gadha…..!”

Itne mein unka ladka bola: “Mummy, Rita ne meri car tod di hai.”

Biwi ghusse mein aakar boli: “Bhagwan ke liye tum sab chup ho jao, mujhe pehle gadhe ki baat sun lene do..!”

ग़धे कि बात

एक साहेब ग़भराए हुए आये और बिवी से बोले: “बेगम, आज मैं ऑफ़ीस से आ रहा था कि रास्ते में एक गधा...”

ईतने में उनकी बच्ची बोल उठी: “मम्मी, श्याम ने मेरी गुडीया तोड दि है.”

पति ने फिर केहना शुरु किया “हाँ तो बेगम, मैं केह रहा था कि रास्ते में एक गधा...!”

ईतने में उनका लड़का बोला: “मम्मी, रिटा ने मेरी कार तोड दि है.”

बिवि ग़ुस्से में आकर बोली: “भगवान के लिये तुम सब चुप हो जाओ, मुझे पेहले गधे की बात सुन लेने दो..!”

-------------------------------------------------------------------------------------------------
:clap: :clap: [t u b e - l i g h t ]

Princess
01-13-2009, 04:15 AM
:D :D :D :D
Air hostess one takes the cake :D

You made my day Purnima!!