°┌●ùñïQùề.5åbåN●┐°
01-31-2008, 04:26 AM
so kuch share karne ka mann kar raha tha par thread banaaate samay samajh mein nahi aa raha tha k thread ka naam kya hona chaahiye ...what was i supposed to call it? something i wanna share with my friends?:p yunhi bas bore ho rahi thi aur neend bhi nahin thi aa rahi aur kuch alag sa karne ko mann kiya ....aur phir jo dil mein tha woh kar diya ahahaha banaane ke baad kissikie saath share karne ko mann kiya ab woh bhi kar rahi hun ...banaatey samay share karne ka iraada nahin tha par jab bann gaya toh dil kiya share karun apni pehli try , so be kind ok here it is and yea darrna nahin awaaz bhi meri apni hi hai ...lol keep the volume low ahahahaha especially towards the end...lol jazbaati hogayi thi ahahaha
Song By 5aban (http://www.youtube.com/watch?v=aXEe8Xf4-7I)
check kareyo list mein do songs hain aur bhi add karungi later on :D
Song By 5aban (http://www.youtube.com/watch?v=aXEe8Xf4-7I)
check kareyo list mein do songs hain aur bhi add karungi later on :D