Princess
03-12-2008, 01:11 PM
Mila tha ek pyara sa dost jo ab ajnabi ban gaya
Humsafar banna tha rah mein mujhse bichaD gaya
Kehta tha hum sath jiyenge sath marenge
Is janam mein kya janam janam sath rahenge
Wada karta tha kabhi ankhon ko nam nahi hone dega
Kuch bhi ho jaye ashkon ki sailaab nahi uthne dega
Jane wo kaisi aalam ayi ki dosti ki dori TooT gayi
Ek dhaage ki tarha uska hath mere hath se chooth gayi
Dost mera na jane kab mujhse nata toD gaya
Dosti ka hath choD dushmanon se nata joD gaya