PDA

View Full Version : Saawariya


Babydoll
11-14-2007, 12:11 AM
Saawariya Haa Haaaa
Saawariya Haa Haa Haa
Saawariya
Hooo Saawariya

Doli Mein Bitha Ke
Sitaro Se Sajake
Zamane Se Churake
Lejayega

Saawariya Haa Haaaa
Saawariya Haa Haa Haa
Saawariya
Hooo Saawariya

Owwwowoww

Doli Mein Bitha Ke
Sitaro Se Sajake
Zamane Se Churake
Lejayega Ek Roj Tera Udke Jiya
Saawariya Haa Haaaa
Saawariya Haa Haa Haa
Saawariya
Hooo Saawariya

Yudliing

Palkon Ke Shamiyane Mein
Khwaabon Ke Har Thikane Mein
Teri Hi Parchaiya Hai
Tu To Har Lambha Yaadon Mein Hai
Teri Khamosh Pheli Nazar Ka Deewana Bana

Saawariya Haa Haaaa
Saawariya Haa Haa Haa
Saawariya
Hooo Saawariya

Doli Mein Bitha Ke
Sitaro Se Sajake
Zamane Se Churake
Lejayega

Saawariya Haa Haaaa
Saawariya Haa Haa Haa
Saawariya
Hooo Saawariya

Babydoll
11-14-2007, 12:12 AM
Lage re lage re lage lage re nainwaa
lage re lage re
lage re lage re


Jab se tere naina mere naino se lage re
Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se deewana hua aa haaa
Sab se begaana hua aa haa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho oohoohooo

Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho oohoohooo

Jab se tere naina mere naino se lage re

Tak thak tak dhin dhin tak tha dhin tak dhin
Tak Dhin tak dhin tak tha dhin tak

Deewana yeh to deewana lage re
Deewana yeh to deewana lage re


Hooo jab se mila hai tera ishaara
Tab se jagi hai bechainiya
Tab se jagi hai bechainiya
Jab se hui sargoshiyan
Tab se badhi hai madhossiyan

Jab se jude yaara
Tere mere maan ke dhaage re
Tab se deewana hua aah haaa
Sab se begaana hua aah haaa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re

Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum

Hoooo jab se hui hai tujhse shararat
Tab se gaya hai chain o karar
Jab se tera aachal dhala
Tab se koi jadoo chalaa..aaa

Jab se tujhe paaya
Yeh Jiya dhak dhak bhaage re
Tab se deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua aah haa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re............

Princess
11-14-2007, 02:59 AM
Great work Dolly

PrEiTy GuRl
11-17-2007, 02:19 AM
kip up d gud wrk

Shash
11-30-2007, 10:02 AM
I`ve tried my best to type and post some of the lyrics of the songs...
If any of the info is incorrect or wrong abt any of the singers and musicians or in the lyrics I apologize to u all...
Please someone correct it...

Thank you!

Shash
11-30-2007, 10:05 AM
Song: Maashaa ALLAH...
Movie: Saawariyaa
Singer: Kunal Ganjawala
Music: Monty Sharma

Gummsumm chaandni ho, Nazneen ho, ya koi huur ho,
Dilnasheen ho, dilkashi ho, yaa jannat ka nuur ho...
Maashaa ALLAH maashaa ALLAH... maashaa ALLAH!!

Gummsumm chaandni ho, Nazneen ho, ya koi huur ho,
Dilnasheen ho, dilkashi ho, yaa jannat ka nuur ho...
Maashaa ALLAH, maashaa ALLAH... maashaa ALLAH!!

Tum sabaa ho, yaa ghataa ho,
Kehkashaa ho, saahibaa ho...
Subah ki pehli kiran ke jaise,
Bebaat alhhad pavan ke jaise,
Khushbuuyein tum lutaati ho,
Masti mein chuur chuur...
Maashaa ALLAH, maashaa ALLAH... maashaa ALLAH!!

Tum hayaa ho, tum ridaa ho,
Tum vafaa ho, tum nashaa ho...
Khaamosh nazrein sadaaon jaisi,
Tumhaari baatein duaaon jaisi,
Har nafaz mein tum samaayi ho,
Phir bhi ho itni duur...
Maashaa ALLAH, maashaa ALLAH... maashaa ALLAH!!

Gummsumm chaandni ho, Nazneen ho, ya koi huur ho,
Dilnasheen ho, dilkashi ho, yaa jannat ka nuur ho...
Maashaa ALLAH, maashaa ALLAH... maashaa ALLAH!!

Babydoll
12-01-2007, 01:26 AM
beautiful song naa..masha Allah...

Shash
12-04-2007, 09:24 AM
beautiful song naa..masha Allah...

I love it too, Kamsin!
The Lyrics are just mesmerizing!

vinnie_sneha
12-04-2007, 03:04 PM
Lage re lage re lage lage re nainwaa
lage re lage re
lage re lage re


Jab se tere naina mere naino se lage re
Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se deewana hua aa haaa
Sab se begaana hua aa haa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho oohoohooo

Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho oohoohooo

Jab se tere naina mere naino se lage re

Tak thak tak dhin dhin tak tha dhin tak dhin
Tak Dhin tak dhin tak tha dhin tak

Deewana yeh to deewana lage re
Deewana yeh to deewana lage re


Hooo jab se mila hai tera ishaara
Tab se jagi hai bechainiya
Tab se jagi hai bechainiya
Jab se hui sargoshiyan
Tab se badhi hai madhossiyan

Jab se jude yaara
Tere mere maan ke dhaage re
Tab se deewana hua aah haaa
Sab se begaana hua aah haaa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re

Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum
Tha dum takta dum takta dum thak dum

Hoooo jab se hui hai tujhse shararat
Tab se gaya hai chain o karar
Jab se tera aachal dhala
Tab se koi jadoo chalaa..aaa

Jab se tujhe paaya
Yeh Jiya dhak dhak bhaage re
Tab se deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua aah haa
Rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re............

i loooove this Song :p