risky
05-02-2008, 12:26 PM
Har taraf dhekoo insanooN ke hi basati hai
Phir bhi kyun tanahai yunh humpe hasti hai
Har deen dhukho ko dhota insaan nazar aata hai
Apni hi laash apne hi kaandhe kyun sajati hai
Har deen jeeta hai har deen mareta hai yanha insan
Fer bhi dekho har subah nayi si nazar se sajati hai
Safer dar safer mukadar ka kareta hua akheri sans tak
Zindagi ek muskilo ki laddi aur anant gamo ki hasti hai