°┌●ùñïQùề.5åbåN●┐°
11-18-2007, 09:59 AM
liye khaali haath aati hai harr raat
kab aaoge tum karo iqaar
kabhi toh de dastak darr par mere
harr dhadhkan ko hai tera intezaar
aa bhi ja chaahe dil hi dukhaane ko aa
girdgirdha girdgirdha karun main israar
jiya jaaiye na bin tere kisse karun main gham bayaan
tun hi nahin saath mein, bichhad gaya gham gusaar
khaali darr pe tikka ke nazaar dhuundhte rahenge tujhe
chaahe tu aaiye na aaiye rehti duniya karenge intezaar
laut aayega tu gar aaya reham tujhe haalat par meri
nahin toh maut pe toh hai ab bhi aitebaar